Sunday, March 8, 2009

Joke: Banta Singh

Banta ped pe chada to upar baithey Bandar ne poocha: Upar kyon aaya?
Banta: Apple khane.
Bandar: Yeh to aam ka ped hai.
Banta: Pata hai, Apple saath laya hoon.

No comments: